How to protect my post from copying Best Method No One Able To Copy

Hello dosto mai Vicky yadav iss blog site ka expert author aaj aaap sab ke liye ek naya post laya hu aaj mai apko batunga ki aap apne posts ko copy hone se kaise bacha sakte hai aaj iss world me koi bhi mehnat karne ko tyar nahi hai blogging ek acha platform hai paise kamane ke liye uske liye apko adsense ka approval lena padega jo copy karete hai unhe to adsense approval nahi milta par aur bhi ads network hai jo sab ko approve kar dete hai.

"Also Read-Earn Money with Blog Without Google Adsense"

Aur apki mehnat ka use karke vo log copy karte hai aur paise kamate hai to dosto aaj ka hamara topic hai ki ham kaise bacha sakte apne post ko copy hone se to dosto aap sahi jagah ho pura padhte rahiya.



How Can Someone Copy Your Blog?

Dosto Chor apka blog directly copy kar lete hai just ctrl+a and ctrl+c aur dosto ye log apki pictures bhi copy karte hai tu.

Dont Worry Friends So Start Protecting your Blog

1-Disable Text Selection 
Dosto Aap Log Apne blog me text selection disable kar dijye jise chor copy nahi kar payega text selection disable karne ke liye bas apko thodi se java script install karni padgi aap ko vo javascript code jayiye to comment us.

2-Disable Right Click
Dosto Dusra tarika hai disable right click ka isse wo log apki photo nahi chura sakte jab bhi vo log photo save karne ke liye photo pe right click karenge to unhe ek warning milege "right click is not allowed you cheater".

3-Watermark images
Dosto images ka copy hone se bachne ke liye ye ek tarika aur hai jisse aap apni images me watermark laga ke upload kare taki vo copy karega to sab log pata chal jaye ki asli post apke blog ka hai to iss vajah se vo copy nahi karega.

4-Manage Your Rss Feeds Of Your Blog
Dosto app apni rss feed ko control karke ko copier ko ruk sakte hai aap copyright footer laga sakte hai 
ex-copyright©2018-Technicalvvs-All Right Reserved 
agar apko ye copyright footer lagna hai to apne footer me ye code paste kar de- 
<p> © copyright 2012 – All rights reserved </p>
<a href=”http://www.yourblogaddress.com“>Your Blog</a>

4-DMCA Takedown
DMCA Kya Hai?
DMCA ek asi site hai jo aapko ek DMCA badge deta hai jisse DMCA.COM monitor Karta Hai Ki kaun apki site se copy kar raha hai  aur aap uske site ke upar takedown notice bhej sakte hai aue uski site band ho jayegi.

Tu Dosto mai aasha karta hu ki ine tips se apki blog ko koi nahi copy kar raha hoga!!!1  
Previous
Next Post »