Bad News!! Youtube Creators New Rule Of Montization

Bad News!! Youtube Creators Changes In Youtube Policy



Hello dosto aaj mai iss naye post me youtube ke naye rule ke bare me batunga. so first of all know about Youtube Partner Program 
agar apko nahi pata ki youtube partner program kya hai to koi bat bahi ham apko bata dete hai.

Youtube Partner Program apko allow karta hai ki aap apne youtube videos or content ko montize karke earning kare.
to dosto chaliye shuru karte hai dosto ye changes isliye kiye hai kyuki bhaut se ghatiya creator youtube platform me khadam rakh chuke hai isilye ye changes kiye gaya hai ki sare better creator hi youtube me rahe youtube iss system se apne youtube ecosystem and revenue ko bachna chate hai.
Youtube ko bad creators se bachne ke liye aur original creators ko reward dene ke liye ye changes kiye gaye hai.

Dosto 30 april 2017 me bhi ek youtube ki tarf se decision liya gaya tha ki apke channel me lifetime 10000 views rahne chayia tabhi apka channel montize hoga.

Tu Dosto abhi ki bad news me ate hai dosto iss bar ki bad news hai youtube creators ke liye ki agar unke youtube channel me 1000 subscriber nahi hai or 4000 hours watch time nahi hai tu unka youtube channel montization disable ya on ineligible ho jayega  chae apka channel jitna purna ho ya jitna naya ho apke pass sirf 1 month ka time 1000 subscriber and 4000 hour watch time gain karne ka apke pass 20 feb 2018 tak time hai.

Dosto agar Apke 1000 subscriber nahi huye ya 4000 hours watch time to chinta mat kijye bas ache content daliye sab thik ho hayega.
jai hind!!!!
Previous
Next Post »